SEARCH RESULTS
Showing search results for "viiraane"
Nazm MATCHES FOR "viiraane"
Nazm
mata-e-ghair
tere daaman me.n gulistaa.n bhii hai.n viiraane bhii
meraa haasil merii taqdiir bataa de mujh ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
ahl-e-iimaa.n jas tarah jannat me.n gird-e-salsabiil
taaza viiraane kii saudaa-e-mohabbat ko talaash
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
der tak yuu.n tirii mastaana sadaa.e.n gauu.njii.n
jis tarah phuul chaTakne lage.n viiraane me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
jab guzarnaa huu.n Gam-e-haal ke viiraane se
mere ehsaas kii naagin mujhe Das jaatii hai
Qateel Shifai
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
zehn ban jaataa hai daldal kisii viiraane kii
aur kahii.n is ke qariib
Noon Meem Rashid
Nazm
aligarh chhoDne ke baad
yaa havaa.o.n kaa tarannum kisii viiraane me.n
jaise tanhaa.ii me.n doshiiza ko.ii gaatii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
ek shaer dost se
in pe ummiid kii ik ujlii kiran ham likh de.n
duur tak jo hame.n viiraane nazar aate hai.n
Javed Akhtar
Nazm
diwali
ko.ii jho.nkaa ko.ii aahaT ko.ii aavaaz nahii.n
raat viiraa.n hai kisii shahr-e-KHamoshaa.n kii tarah
Qateel Shifai
Nazm
chand ke musafir
har qadam na.ii uljhan sau tarah kii zanjiire.n
falsafo.n ke viiraane duusro.n kii jaagiire.n
Mahboob Khizan
Nazm
ek alamat
kabhii aate hai.n bhatiije kabhii am uThte hai.n
kabhii ik gosha-e-taariik ke viiraane me.n