SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaKHmo.n"
Sher MATCHES FOR "zaKHmo.n"
Sher
aur kyaa is se ziyaada ko.ii narmii bartuu.n
dil ke zaKHmo.n ko chhu.aa hai tire gaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
jaatii hai dhuup ujle paro.n ko sameT ke
zaKHmo.n ko ab ginuu.ngaa mai.n bistar pe leT ke
Shakeb Jalali
Sher
baat kaa zaKHm hai talvaar ke zaKHmo.n se sivaa
kiijiye qatl magar mu.nh se kuchh irshaad na ho
Dagh Dehlvi
Sher
zaKHmo.n ko rafuu kar le.n dil shaad kare.n phir se
KHvaabo.n kii ko.ii duniyaa aabaad kare.n phir se
Shahryar
Sher
KHaamoshii ke naaKHun se chhil jaayaa karte hai.n
ko.ii phir in zaKHmo.n par aavaaze.n maltaa hai
Ameer Imam
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
ko.ii puraanaa KHat kuchh bhuulii-bisrii yaad
zaKHmo.n par vo lamhe marham hote hai.n
Anjum Irfani
Sher
Bekhud Dehlvi
Sher
Gair mumkin hai tire ghar ke gulaabo.n kaa shumaar
mere riste hu.e zaKHmo.n ke hisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Sher
suuraj ne ik nazar mire zaKHmo.n pe Daal ke
dekhaa hai mujh ko khi.Dkii se phir sar nikaal ke
Zeb Ghauri
Sher
Aziz Qaisi
Sher
hamaare dil pe jo zaKHmo.n kaa baab likkhaa hai
isii me.n vaqt kaa saaraa hisaab likkhaa hai
Manzar Bhopali
Sher
fikr terii Thiik par merii anaa kaa bhii to soch
duur se bas dekh le zaKHmo.n ko mere chhuu nahii.n
Priyamvada Ilhan
Sher
riste hu.e zaKHmo.n kaa ho kuchh aur mudaavaa
ye harf-e-tasallii ko.ii marham to nahii.n hai
Moin Ahsan Jazbi
Sher
sabhii zaKHmo.n ke Taa.nke khul ga.e hai.n
hame.n ha.nsnaa bahut mah.ngaa pa.Daa hai
Tufail Chaturvedi
Sher
ai ahl-e-vafaa daad-e-jafaa kyuu.n nahii.n dete
so.e hu.e zaKHmo.n ko jagaa kyuu.n nahii.n dete