SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaKHmo.n"
Nazm MATCHES FOR "zaKHmo.n"
Nazm
nakara
bekaarii me.n zaat ke zaKHmo.n kii sozish ko aur ba.Dhaane
tez-ravii kii raahguzar se
Jaun Eliya
Nazm
safar ke waqt
mirii shikast ke zaKHmo.n kii sozish-e-jaaved
nahii.n rahaa mire zaKHmo.n kaa ab hisaab ko.ii
Jaun Eliya
Nazm
hinDola
yahii hai.n marham-e-kaafuur dil ke zaKHmo.n par
unhii ko rakhnaa hai mahfuuz taa-dam-e-aaKHir
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat sunsan hai
mujh ko ma.aluum hai kyaa biit chukii hai tujh par
mere chehre ke sulagte hu.e zaKHmo.n ko bhii dekh
Mustafa Zaidi
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
tere a.adaa ne kiyaa ek filistii.n barbaad
mere zaKHmo.n ne kiye kitne filistii.n aabaad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-alfaz
ek pal ke liye vo saa.at-e-naazuk aa jaa.e
naaKHun-e-lafz kisii yaad ke zaKHmo.n ko chhu.e
Zehra Nigaah
Nazm
eid
kisii ke eid ke jo.De me.n hai kafan aayaa
kahii.n pe zaKHmo.n se lipTaa hu.aa badan aayaa
Shifa Kajgavnwi
Nazm
use kahna mohabbat dil ke tale toD deti hai
use kahnaa mohabbat naam hai ruuho.n ke milne kaa
use kahnaa mohabbat naam hai zaKHmo.n ke silne kaa
Erum Zehra
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
phir se zaKHmo.n kii qataare.n jaagii.n
avval-e-shaam-e-charaaGaa.n kii tarah