Lahore ki baa‘z galiyaan itni tang hain ki agar eik taraf se 'aurat aa rahi ho aur doosri taraf se mard, to darmiyaan mein sirf nikaah ki gunjaish bachti hai.

Mumbai mein mujhe teen cheezein pasand aayi hain: samundar, naariyal ke darakht, aur Bombay ki actress. Asal mein in teen cheezon se Bombay zinda hai. Agar in teen cheezon ko Bombay se nikaal diya jaaye to Bombay, Bombay na rahe, shaayad Dilli ban jaaye ya Lahore.