hukuumat!
tirii talvaar kaa qad hai bahut kam
bahut hii kam suKHanvar ke qalam se
suKHan ke paas hai apnaa bahut kuchh
tire qaanuun kii maanind ye ma.azuur to hargiz nahii.n hai
tiraa zindaan ho saktaa hai shaa.ir ke suKHan kii nazr sau baar
magar ye to na hogaa
ki ik adnaa se zindaa.n par suKHanvar kaa suKHan bhii nazr guzre

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.