vo to ek Tahnii hai khule hu.e phuulo.n se ladii hu.ii
jis par os kii anginat buu.ndo.n kaa baseraa ho
vo to us gum-shuda parii jaise ruup vaalii hai
jis ne ek kahaanii me.n
apne ko nazro.n se chhupaa kar kisii raaja ko ranjiida kiyaa thaa
zaraa kahiye to sahii ki haa.n ke mahal me.n
sivaa.e ek puraane raajaa kii mahbuuba ke
ko.ii bhii husn-o-jamaal me.n us kii saanii hai

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.