Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

e'tiraaf

Translated By: Akash Arsh

Louise Glück

Louise Glück

e'tiraaf

Louise Glück

MORE BYLouise Glück

    ye kahnaa ki mujhe kisii chiiz kaa KHauf nahii.n

    durust nahii.n hogaa

    mujhe KHauf aataa hai biimaarii aur rusvaa.ii se

    sab kii tarah mere paas apne KHvaab hai.n

    lekin mai.n ne unhe.n chhupaanaa siikh liyaa hai

    KHud ko bachaane ke liye

    takmiil se : har masarrat

    taqdiir ke Gusse ko daa'vat detii hai

    ye bahne.n hai.n, vahshii

    aaKHir in ke paas

    hasad ke sivaa duusraa ko.ii jazba nahii.n

    ye kahnaa ki mujhe kisii chiiz kaa KHauf nahii.n

    durust nahii.n hogaa

    mujhe KHauf aataa hai biimaarii aur rusvaa.ii se

    sab kii tarah mere paas apne KHvaab hai.n

    lekin mai.n ne unhe.n chhupaanaa siikh liyaa hai

    KHud ko bachaane ke liye

    takmiil se : har masarrat

    taqdiir ke Gusse ko daa'vat detii hai

    ye bahne.n hai.n, vahshii

    aaKHir in ke paas

    hasad ke sivaa duusraa ko.ii jazba nahii.n

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now