gulban kaa phuul
mere saamne ek phuul rakhaa gayaa
aisaa phuul kisii bhii mausam-e-bahaar me.n
bhalaa kyaa khilaa hogaa lekin
mai.n ne kahaa mere paas to KHud hii ek pyaaraa pyaaraa gulban hai
aur mai.n ne us KHushbuu se sarf-e-nazar kiyaa
phir mai.n apne pyaare gulban par gayaa
ki shabaa.n roz us kii dekh-bhaal karuu.n
KHidmat karuu.n
lekin Gairat ke maare mere gulaab ne
mu.nh pher liyaa aur bas us ke kaa.nTe hii
meraa maaya-e-raahat bane

- Book : Word File by Mumtaz Iqbal
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.