Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ifshaa-e-raaz

William Blake

ifshaa-e-raaz

William Blake

MORE BYWilliam Blake

    apne 'ishq kaa haal bayaan karne kii

    kabhii koshish bhii na karnaa

    kabhii bayaan ho nahii.n saktaa ki halkii narm havaa

    naa-diida chupke-chupke bahtii jaatii hai

    mai.n ne apnii mahbuub ko bataa diyaa - raaz-e-'ishq

    mai.n ne us par khol diyaa

    apne dil kaa sab haal kah Daalaa

    aur vo larzaa.n-bar-andaam sard KHauf se zard

    uTh kar chalii ga.ii

    aur jaise hii vo mere paas se uThii

    ik musaafir kahii.n se aayaa

    naa-diida chupke-chupke aaya

    us ne ek aah bharii

    aur merii mahbuub ko apnaa kar liyaa

    apne 'ishq kaa haal bayaan karne kii

    kabhii koshish bhii na karnaa

    kabhii bayaan ho nahii.n saktaa ki halkii narm havaa

    naa-diida chupke-chupke bahtii jaatii hai

    mai.n ne apnii mahbuub ko bataa diyaa - raaz-e-'ishq

    mai.n ne us par khol diyaa

    apne dil kaa sab haal kah Daalaa

    aur vo larzaa.n-bar-andaam sard KHauf se zard

    uTh kar chalii ga.ii

    aur jaise hii vo mere paas se uThii

    ik musaafir kahii.n se aayaa

    naa-diida chupke-chupke aaya

    us ne ek aah bharii

    aur merii mahbuub ko apnaa kar liyaa

    Source :
    • Book : Word File by Mumtaz Iqbal
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now