Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

naghma-e-tagore

Rabindranath Tagore

naghma-e-tagore

Rabindranath Tagore

MORE BYRabindranath Tagore

    Interesting Fact

    This poem by Majaz is actually an Urdu translation of Tagore's poem 'Gardner 57'. This translation is also included in Majaz's first poetry collection Aahang.

    mai.n ne ha.ngaam-e-sub.h ai duniyaa

    tere gulshan se ek gul to.Daa

    apne siine pe dii jagah us ko

    chubh gayaa dil me.n lekin ik kaa.nTaa

    shaam hote hii mai.n ne ye dekhaa

    gul thaa pazhmurda dard baaqii thaa

    husn-o-KHushbuu me.n ik se ik ba.Dh kar

    aur bhii ho.nge tujh me.n gul paidaa

    merii gul-chiiniyo.n kaa vaqt magar

    ek muddat hu.ii ki KHatm hu.aa

    aur ab jab ki raat taarii hai

    gul nahii.n paas dard baaqii hai

    mai.n ne ha.ngaam-e-sub.h ai duniyaa

    tere gulshan se ek gul to.Daa

    apne siine pe dii jagah us ko

    chubh gayaa dil me.n lekin ik kaa.nTaa

    shaam hote hii mai.n ne ye dekhaa

    gul thaa pazhmurda dard baaqii thaa

    husn-o-KHushbuu me.n ik se ik ba.Dh kar

    aur bhii ho.nge tujh me.n gul paidaa

    merii gul-chiiniyo.n kaa vaqt magar

    ek muddat hu.ii ki KHatm hu.aa

    aur ab jab ki raat taarii hai

    gul nahii.n paas dard baaqii hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now