bhalaa kyo.n puuchhte ho kis liye rahtaa huu.n mai.n in parbato.n ke sabza-zaaro.n me.n
mai.n ha.ns duu.ngaa javaab is kaa nahii.n duu.ngaa
hai merii ruuh me.n taskiin kaa Deraa
vo rahtii hai kisii ik aur hii duniyaa me.n jo haasil nahii.n tum ko
khile hai.n phuul pe.Do.n par
bahaa jaataa hai paanii ik ravaanii me.n

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.