phir aaj dil-Gariib ye detaa hai vaasta
phir aaj dil-Gariib ye detaa hai vaasta
de jaa mirii qalam ko tuu ik aur haadsa
muddat hu.ii hai dard kaa ik jaam bhii piye
tuu Gam me.n ashk ghol ke de jaa do-aatisha
kaaGaz kii korii riijh hai chup-chaap dekhtii
giito.n kaa lafz lafz bhaTaktaa hai qaafila
chalnaa mai.n chaahuu.n paa.nv me.n kaa.nTo.n kii le ke pii.D
ho kokh aur qabr me.n ab jo bhii faasla

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.