Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raaste

Muneer Niyazi

raaste

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    Interesting Fact

    Translator : Arsh Sultanpuri

    ye raste

    ye lambe raste

    kis jaanib jaate hai.n

    bahut puraane kuchh mahlo.n ke andar

    bichh.De yaar milaate hai.n

    uu.nche gahre ja.ngalo.n ke andar

    sher kii tarah Daraate hai.n

    yaa phir aise

    ghuum ghumaa ke

    phir vaapas le aate hai.n

    ye raste

    ye lambe raste

    kis jaanib jaate hai.n

    bahut puraane kuchh mahlo.n ke andar

    bichh.De yaar milaate hai.n

    uu.nche gahre ja.ngalo.n ke andar

    sher kii tarah Daraate hai.n

    yaa phir aise

    ghuum ghumaa ke

    phir vaapas le aate hai.n

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now