saamaan girne kaa KHatra
ka.ii baar aisaa hu.aa hai ki
kisii imaarat kii ii.nT
ek mazduur ke kandhe se cement kaa boraa
yaa lohe kii chaadar crane ke hook se
phisal kar niiche gir jaatii hai
kuchh dard insaan ko hamesha ke liye pareshaan kar dete hai.n
is liye mujhe haq do ki
mere andar itnaa Dar ho
ki jab bhii mai.n tumhe.n gale lagaa.uu.n
tumhaare jhumke ke hilne kii aavaaz se
Dar jaa.uu.n
ka.ii baar aisaa hu.aa hai ki
kisii imaarat kii ii.nT
ek mazduur ke kandhe se cement kaa boraa
yaa lohe kii chaadar crane ke hook se
phisal kar niiche gir jaatii hai
kuchh dard insaan ko hamesha ke liye pareshaan kar dete hai.n
is liye mujhe haq do ki
mere andar itnaa Dar ho
ki jab bhii mai.n tumhe.n gale lagaa.uu.n
tumhaare jhumke ke hilne kii aavaaz se
Dar jaa.uu.n
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.