saamne hai dekh bahr-e-be-karaa.n
kaam tere aaye.gaa kab tak ye chhoTaa saa ku.aa.n
saamne hai dekh bahr-e-be-karaa.n
chal ke le aate hai.n dhartii ke liye gauhar tujhe
kaamyaabii ho sakii haasil na is me.n gar tujhe
Daal degaa KHud ye tuufaa.n laa ke saahil par tujhe
aur shahaadat par tirii ho.ngii ye mauje.n nauha-KHvaa.n

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.