sabab-o-nateeja
behtariin log aksar apne haatho.n maare jaate hai.n
sirf KHud se faraar haasil karne ke liye
aur jo piichhe chhuuT jaate hai.n
kabhii puurii tarah samajh nahii.n paate
ki ko.ii
aaKHir kis liye
faraar chaahegaa
KHud
se

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.