shahtuut
tum ne ab tak shahtuut ke girne kaa manzar dekhaa hai
ki vo kis tarah apnii surKHii ko
miTTii me.n baa.nT detaa hai ?
girne se ziyaada dardnaak ko.ii chiiz nahii.n hotii
mai.n ne bahut se mazduuro.n ko dekhaa hai
ki vo 'imaarato.n se girte the
aur shahtuut ho jaate the

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.