KHizaa.n kii havaa.o.n me.n saarii hai KHunkii
hai suurat bhii shaffaaf maah-e-KHizaa.n kii
gire the jo patte
u.De mil ke saare
hu.e vo ikaTThe
banaa Dher un se
magar phir se u.D ke
fazaa.o.n me.n bikhre
kahaa.n hai kahaa.n hai bataa tuu kahaa.n hai
mire dil me.n ik dard imshab nihaa.n hai
mujhe kab nazar aa.egii terii suurat

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.