Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ulTe-siidhe KHayaal

Muneer Niyazi

ulTe-siidhe KHayaal

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    Interesting Fact

    Translator : Arsh Sultanpuri

    ab jo mile to rok ke puuchhuu.n

    dekhaa bhii hai kabhii apnaa haal

    kahaa.n ga.ii vo ra.ngat terii

    saa.npo.n jaisii chaal

    baate.n kartii asraarii aa.nkhe.n

    havaa se u.Dte baal

    kahaa.n gayaa vo ThaaThe.n maartaa

    lahuu kaa andhaa zor

    saa.nso.n kii c garm javaanii

    le ga.e kaun se chor

    ab jo mile to rok ke puuchhuu.n

    dekhaa bhii hai kabhii apnaa haal

    kahaa.n ga.ii vo ra.ngat terii

    saa.npo.n jaisii chaal

    baate.n kartii asraarii aa.nkhe.n

    havaa se u.Dte baal

    kahaa.n gayaa vo ThaaThe.n maartaa

    lahuu kaa andhaa zor

    saa.nso.n kii c garm javaanii

    le ga.e kaun se chor

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now