Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zaituun ke jhunD se ubhartii aavaaz

Mahmoud Darwish

zaituun ke jhunD se ubhartii aavaaz

Mahmoud Darwish

MORE BYMahmoud Darwish

    jab mujhe aag par masluub kiyaa jaataa hai

    zaituun ke jhunD se buland hotii hai

    ek guu.nj

    mai.n kavvo.n se kahtaa huu.n mujhe Tuk.De Tuk.De mat karo

    shaayad mai.n ek baar phir ghar lauTuu.n

    shaayad aasmaan mii.nh barsaa.e

    jo shaayad

    in lak.Diyo.n ko ThanDaa kar de

    kise KHabar hai

    mai.n KHud hii ek din apnii is saliib se utruu.n

    kis tarah lauTuu.ngaa mai.n na.nge pair aur barahna jism

    jab mujhe aag par masluub kiyaa jaataa hai

    zaituun ke jhunD se buland hotii hai

    ek guu.nj

    mai.n kavvo.n se kahtaa huu.n mujhe Tuk.De Tuk.De mat karo

    shaayad mai.n ek baar phir ghar lauTuu.n

    shaayad aasmaan mii.nh barsaa.e

    jo shaayad

    in lak.Diyo.n ko ThanDaa kar de

    kise KHabar hai

    mai.n KHud hii ek din apnii is saliib se utruu.n

    kis tarah lauTuu.ngaa mai.n na.nge pair aur barahna jism

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now