Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ameer Imam's Photo'

Ameer Imam

1984 | Sambhal, India

One of the rising stars of new generation Indian urdu ghazal.

One of the rising stars of new generation Indian urdu ghazal.

Ameer Imam

Ghazal 109

Nazm 10

Sher-o-Shayari 25

apnī taraf to maiñ bhī nahīñ huuñ abhī talak

aur us taraf tamām zamāna usī hai

apni taraf to main bhi nahin hun abhi talak

aur us taraf tamam zamana usi ka hai

  • Share this

ye kār-e-zindagī thā to karnā paḌā mujhe

ḳhud ko sameTne meñ bikharnā paḌā mujhe

ye kar-e-zindagi tha to karna paDa mujhe

KHud ko sameTne mein bikharna paDa mujhe

dhuup meñ kaun kise yaad kiyā kartā hai

par tire shahr meñ barsāt to hotī hogī

dhup mein kaun kise yaad kiya karta hai

par tere shahr mein barsat to hoti hogi

jo shaam hotī hai har roz haar jaatā huuñ

maiñ apne jism parchhā.iyoñ se laḌte hue

jo sham hoti hai har roz haar jata hun

main apne jism ki parchhaiyon se laDte hue

vo mārka ki aaj bhī sar ho nahīñ sakā

maiñ thak ke muskurā diyā jab ro nahīñ sakā

wo marka ki aaj bhi sar ho nahin saka

main thak ke muskura diya jab ro nahin saka

BOOKS 2

 

Image Shayari 2

 

Videos 15

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Ameer Imam

Ameer Imam, a young Poet from Sambhal. Watch him reading his best Urdu poetry at Rekhta Studio. Ameer Imam

Ameer Imam reciting his Ghazal/Nazm at Mushaira (Shaam-e-Sher) by Rekhta.org-2014

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Ameer Imam

Banke saya hai koi saath to hogi_Ghazal by Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by rekhta.org Ameer Imam

Gorilla Vatt_Nazm_Ameer Imaam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Ameer Imam

Gumshuda_Nazm by Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by rekhta.org Ameer Imam

Kabhi to bante huye aur kabhi bigadte huye_Ghazal by Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by rekhta.org Ameer Imam

Khud ko har aarzoo ke us paar kar liya hai_Ghazal by Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by rekhta.org Ameer Imam

Main zameen par udaas aasman mein khajel mah e ranjool tha_Ghazal by Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by rekhta.org Ameer Imam

Mazeed ek baar par baar e giraan rakha gaya hai_Ghazal by Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by rekhta.org Ameer Imam

Ret ke zarron pe paani  ka gumaan rehne diya_Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Ameer Imam

Shaher mein saare charagon ki ziya khamosh hai_Ghazal by Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by rekhta.org Ameer Imam

Teri Jabeen pe bohat ahtemam se nikle_Ameer Imam

Ameer Imam one of the rising stars of new generation Indian Urdu ghazal. Ameer Imam at a mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Ameer Imam

gum-shuda

mai.n is duniyaa ke mele me.n Ameer Imam

Jo ab jahan e barhana ka istiaara hua

Ameer Imam

maddham hu.ii to aur nikhartii chalii ga.ii

Ameer Imam

Audios 10

ban ke saaya hii sahii saat to hotii hogii

kabhii to bante hu.e aur kabhii biga.Dte hu.e

KHud ko har aarzuu ke us paar kar liyaa hai

Recitation

RELATED translators

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now