Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rehman Faris's Photo'

Rehman Faris

1976 | Islamabad, Pakistan

Rehman Faris

Ghazal 16

Nazm 8

Sher-o-Shayari 7

kahānī ḳhatm huī aur aisī ḳhatm huī

ki log rone lage tāliyāñ bajāte hue

kahani KHatm hui aur aisi KHatm hui

ki log rone lage taliyan bajate hue

  • Share this

shajar ne pūchhā ki tujh meñ ye kis ḳhushbū hai

havā-e-shām-e-alam ne kahā udāsī

shajar ne puchha ki tujh mein ye kis ki KHushbu hai

hawa-e-sham-e-alam ne kaha udasi ki

tere bin ghaḌiyāñ ginī haiñ raat din

nau baras gyārah mahīne saat din

tere bin ghaDiyan gini hain raat din

nau baras gyarah mahine sat din

  • Share this

vo pahle sirf mirī aañkh meñ samāyā thā

phir ek roz ragoñ tak utar gayā mujh meñ

wo pahle sirf meri aankh mein samaya tha

phir ek roz ragon tak utar gaya mujh mein

mujh ko ḳhud meñ jagah nahīñ miltī

hai maujūd is qadar mujh meñ

mujh ko KHud mein jagah nahin milti

tu hai maujud is qadar mujh mein

BOOKS 1

 

Videos 11

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Baithe hain chain se kahin jana to hai nahi

Rehman Faris

Chand aa betha hai pehlu mein, sitaro takhliya

Rehman Faris

Ishq saccha hai to kyun darte jhijhakte jaanve

Rehman Faris

Khaak udtii hai raat bhar mujh mein

Rehman Faris

Rehman Faris - Reciting at Jashn-e-Abbas Tabish

Rehman Faris

Rehman Faris poetry on Iqbal

Rehman Faris

Sadaayen dete huye khaak udaate huye

Rehman Faris

Waba-e-aam se marne ka khauf apni jagah

Rehman Faris

Rehman Faris

KHaak u.Dtii hai raat-bhar mujh me.n

Rehman Faris

sadaa.e.n dete hu.e aur KHaak u.Daate hu.e

Rehman Faris

RELATED translators

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now