Aadil Aseer Dehlvi
Ghazal 5
Nazm 13
Sher-o-Shayari 2
kāġhaz tamām kilk tamām aur ham tamām
par dāstān-e-shauq abhī nā-tamām hai
paper pen and I, are all finished, gone
but tales of my love, go on and on and on
kaghaz tamam kilk tamam aur hum tamam
par dastan-e-shauq abhi na-tamam hai
paper pen and I, are all finished, gone
but tales of my love, go on and on and on
-
Share this
- Translation
Rubai 1
Doha 10
jo raah kī achchhī hai udhar jaatā hai
bach kar vo burā.ī se guzar jaatā hai
paḌh kar hī to aatā hai salīqa bachcho
tā'līm se insān sudhar jaatā hai
jo rah ki achchhi hai udhar jata hai
bach kar wo burai se guzar jata hai
paDh kar hi to aata hai saliqa bachcho
ta'lim se insan sudhar jata hai