Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Partav Rohila's Photo'

Partav Rohila

1932 - 2016 | Khyber Pakhtunkhwa, Pakistan

Poet, Researcher and Translator/Known for Urdu translation of Ghalib’s Persian letters.

Poet, Researcher and Translator/Known for Urdu translation of Ghalib’s Persian letters.

Partav Rohila

Ghazal 7

Nazm 5

 

Sher-o-Shayari 1

vaqt ne sab bhulā diyā 'partav'

ishq kyā shai hai āshiqī kyā hai

waqt ne sab bhula diya 'partaw'

ishq kya shai hai aashiqi kya hai

  • Share this
 

Doha 3

aañkh se ojhal ho aur TuuTe parbat jaisī priit

muñh dekhe yaarī 'partav' shīshe priit

aankh se ojhal ho aur TuTe parbat jaisi prit

munh dekhe ki yari 'partaw' shishe ki si prit

  • Share this

tere milan sukh na paayā piit huī janjāl

sājan mere man meñ dhaḌke birhā ghaḌiyāl

tere milan ka sukh na paya pit hui janjal

sajan mere man mein dhaDke birha ka ghaDiyal

  • Share this

sājan tum to aap bhūle apne priit ke bol

ab maiñ kis ke dvāre jā.ūñ le chāhat kashkol

sajan tum to aap hi bhule apne prit ke bol

ab main kis ke dware jaun le chahat kashkol

  • Share this
 

BOOKS 15

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now