Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sheen Kaaf Nizam's Photo'

Sheen Kaaf Nizam

1947

Prominent post-modern poet, Sahitya Academy award winner.

Prominent post-modern poet, Sahitya Academy award winner.

Sheen Kaaf Nizam

Ghazal 35

Nazm 11

Sher-o-Shayari 32

chubhan ye piiTh meñ kaisī hai muḌ ke dekh to le

kahīñ koī tujhe pīchhe se dekhtā hogā

chubhan ye piTh mein kaisi hai muD ke dekh to le

kahin koi tujhe pichhe se dekhta hoga

galī ke moḌ se ghar tak añdherā kyuuñ hai 'nizām'

charāġh yaad us ne bujhā diyā hogā

gali ke moD se ghar tak andhera kyun hai 'nizam'

charagh yaad ka us ne bujha diya hoga

akelā hai band hai kamrā

ab to chehrā utaar kar rakh de

tu akela hai band hai kamra

ab to chehra utar kar rakh de

manzar ko kisī tarah badalne duā de

de raat ThanDak ko pighalne duā de

manzar ko kisi tarah badalne ki dua de

de raat ki ThanDak ko pighalne ki dua de

dostī ishq aur vafādārī

saḳht jaañ meñ bhī narm goshe haiñ

dosti ishq aur wafadari

saKHt jaan mein bhi narm goshe hain

Doha 4

yaad aa.ī pardes meñ us ik ik baat

ghar din din miyāñ ghar raat raat

yaad aai pardes mein us ki ek ek baat

ghar ka din hi din miyan ghar ki raat hi raat

  • Share this

ham 'kabīr' is kaal ke khaḌe haiñ ḳhālī haath

sañg kisī ke ham nahīñ aur ham sab ke saath

hum 'kabir' is kal ke khaDe hain KHali hath

sang kisi ke hum nahin aur hum sab ke sath

  • Share this

man raftār se bhāgtā jaatā hai kis or

palak jhapakte shaam hai palak jhapakte bhor

man raftar se bhagta jata hai kis or

palak jhapakte sham hai palak jhapakte bhor

  • Share this

man meñ dhartī lalak āñkhoñ meñ ākāsh

yaad ke āñgan meñ rahā chehre parkāsh

man mein dharti si lalak aankhon mein aakash

yaad ke aangan mein raha chehre ka parkash

  • Share this

BOOKS 27

Videos 8

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Sheen Kaaf Nizam

Sheen Kaaf Nizam

Be khabar ki kahin khabar rakhde Ghazal by Sheen Kaaf Nizam

Sheen Kaaf Nizam prominent post-modern poet, Sahitya Academy award winner. Sheen Kaaf Nizam

Khamosh tum the aur mere hont bhi the band Couplet by Sheen Kaaf Nizam

Sheen Kaaf Nizam prominent post-modern poet, Sahitya Academy award winner. Sheen Kaaf Nizam

Nigahon par nigehbani bohat hai Ghazal by Sheen Kaaf Nizam

Sheen Kaaf Nizam prominent post-modern poet, Sahitya Academy award winner. Sheen Kaaf Nizam

Samundar se Makalma Nazm by Sheen Kaaf Nizam

Sheen Kaaf Nizam prominent post-modern poet, Sahitya Academy award winner. Sheen Kaaf Nizam

Sheen Kaaf Nizam reciting his Ghazal/Nazm at Mushaira (Shaam-e-Sher) by Rekhta.org-2014

Sheen Kaaf Nizam prominent post-modern poet, Sahitya Academy award winner. Sheen Kaaf Nizam

nigaaho.n par nigahbaanii bahut hai

Sheen Kaaf Nizam

RELATED Artists

Recitation

Speak Now