Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Abul Hasanat Haqqi's Photo'

Abul Hasanat Haqqi

Kanpur, India

Abul Hasanat Haqqi

Ghazal 22

Sher-o-Shayari 30

vo mehrbān nahīñ hai to phir ḳhafā hogā

koī to rābta us ko bahāl rakhnā hai

wo mehrban nahin hai to phir KHafa hoga

koi to rabta us ko bahaal rakhna hai

ye sach hai us se bichhaḌ kar mujhe zamāna huā

magar vo lauTnā chāhe to phir zamāna bhī kyā

ye sach hai us se bichhaD kar mujhe zamana hua

magar wo lauTna chahe to phir zamana bhi kya

be-niyāz-e-dahr kar detā hai ishq

be-zaroñ ko la.al-o-zar detā hai ishq

be-niyaz-e-dahr kar deta hai ishq

be-zaron ko lal-o-zar deta hai ishq

  • Share this

maiñ apnī maañ ke vasīle se zinda-tar Thahrūñ

ki vo lahū mire sabr-o-razā meñ raushan hai

main apni man ke wasile se zinda-tar Thahrun

ki wo lahu mere sabr-o-raza mein raushan hai

maiñ qatl ho ke bhī sharminda apne-āp se huuñ

ki is ke ba.ad to saarā zavāl hai us

main qatl ho ke bhi sharminda apne-ap se hun

ki is ke baad to sara zawal hai us ka

BOOKS 1

 

Videos 9

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
be niyaaz e dahr kar deta hai ishq

Abul Hasanat Haqqi

be-niyaaz dahr kar detaa hai ishq

Abul Hasanat Haqqi

dil ko ham dariyaa kahe.n manzar-nigaarii aur kyaa

Abul Hasanat Haqqi

dil ko hum dariya kahe manzar nigari aur kya

Abul Hasanat Haqqi

shab ko har rang me sailaab tumhara dekhe

Abul Hasanat Haqqi

shab ko har rang me.n sailaab tumhaaraa dekhe.n

Abul Hasanat Haqqi

shikast e ahd par is ke siwa bahana bhi kya

Abul Hasanat Haqqi

tamaam hijr usi ka wisaal hai uska

Abul Hasanat Haqqi

ye ek aur hum ne qareena kiya

Abul Hasanat Haqqi

Audios 3

be-niyaz dahr kar deta hai ishq

shikast-e-ahd par is ke sivaa bahaana bhii kyaa

tamaam hijr usii kaa visaal hai us kaa

Recitation

 

RELATED Authors

More Authors From "Kanpur"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now