Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Masood Tanha's Photo'

Masood Tanha

1978 | Lahore, Pakistan

Masood Tanha

Sher-o-Shayari 33

yādoñ ke qāfile meñ udāsī thī ham-rikāb

hijrat meñ tere shahr se 'tanhā' nahīñ ga.e

yaadon ke qafile mein udasi thi ham-rikab

hijrat mein tere shahr se 'tanha' nahin gae

  • Share this

shahr meñ raunaqeñ sahī 'tanhā'

apne gaañv se mat kinārā kar

shahr mein raunaqen sahi 'tanha'

apne ganw se mat kinara kar

  • Share this

dasht-e-ġhurbat meñ ham-safar na banā

ham ka.ī mehrbān chhoḌ aa.e

dasht-e-ghurbat mein ham-safar na bana

hum kai mehrban chhoD aae

dost ḳhūbiyāñ batāte haiñ

dost ḳhāmiyāñ nikālte haiñ

dost hi KHubiyan batate hain

dost hi KHamiyan nikalte hain

aaj aao is tarah jaise ki pahlī baar tum

aa ga.e the be-ḳhayālī meñ sañvar ke sāmne

aaj aao is tarah jaise ki pahli bar tum

aa gae the be-KHayali mein sanwar ke samne

Ghazal 28

Nazm 6

BOOKS 39

Videos 34

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Humorous

Masood Tanha

Masood Tanha

Masood Tanha

Masood Tanha

aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa

Masood Tanha

apne haatho.n kii lakiiro.n me.n sajaa le mujh ko

Masood Tanha

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

Masood Tanha

be-qaraarii sii be-qaraarii hai

Masood Tanha

de ga.ii lazzat mirii tanhaa.ii kii 'aadat mujhe

Masood Tanha

dil kii baat labo.n par laa kar ab tak ham dukh sahte hai.n

Masood Tanha

haalaat ke qadmo.n pe qalandar nahii.n girtaa

Masood Tanha

hamesha der kar detaa huu.n

hamesha der kar detaa huu.n mai.n har kaam karne me.n Masood Tanha

mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaa

Masood Tanha

nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham

Masood Tanha

ramz

tum jab aa.ogii to khoyaa hu.aa paa.ogii mujhe Masood Tanha

ravish ravish pe hai.n nik.hat-fashaa.n gulaab ke phuul

Masood Tanha

sadma to hai mujhe bhii ki tujh se judaa huu.n mai.n

Masood Tanha

sher ke parde me.n mai.n ne Gam sunaayaa hai bahut

Masood Tanha

sitam ke saath rahnaa hai sazaa ke saath rahnaa hai

Masood Tanha

tum se mil kar ye lagaa KHud se mulaaqaat hu.ii

Masood Tanha

udaas baam hai dar kaaTne ko aataa hai

Masood Tanha

ye jo diivaane se do chaar nazar aate hai.n

Masood Tanha

yuu.nhii be-sabab na phiraa karo ko.ii shaam ghar me.n rahaa karo

Masood Tanha

zindagii se yahii gila hai mujhe

Masood Tanha

More Authors From "Lahore"

Recitation

Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

Register for free
Speak Now