Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Muzafarunnisa Naz's Photo'

Muzafarunnisa Naz

1946

Muzafarunnisa Naz

Sher-o-Shayari 4

na guftugū meñ tasallī na ḳhāmushī meñ sadā

sulūk-e-dost andāz nirālā hai

na guftugu mein tasalli na KHamushi mein sada

suluk-e-dost ka andaz hi nirala hai

qadam uThā.e haiñ ham ne bhī is yaqīn ke saath

jahāñ se guzreñge ham terī rahguzar hogī

qadam uThae hain hum ne bhi is yaqin ke sath

jahan se guzrenge hum teri rahguzar hogi

shahr bhiiḌ meñ āñkheñ jise kho detī haiñ

dil ke āñgan meñ vahī shaḳhs khaḌā hotā hai

shahr ki bhiD mein aankhen jise kho deti hain

dil ke aangan mein wahi shaKHs khaDa hota hai

  • Share this

pyaar karne vāloñ sirf ek sahrā hai

saare shahr us ke haiñ saarī bastiyāñ us

pyar karne walon ka sirf ek sahra hai

sare shahr us ke hain sari bastiyan us ki

  • Share this

Ghazal 7

BOOKS 1

 

Recitation

Speak Now