Sher of Nami Ansari
apnī parvāz ko maiñ samt bhī ḳhud hī dūñgā
tū mujhe apnī rivāyāt kā pāband na kar
apni parwaz ko main samt bhi KHud hi dunga
tu mujhe apni riwayat ka paband na kar
ghar chhoḌā be-samt hue hairānī meñ
kaise kaise dukh jhele nādānī meñ
TRANSLATION
Left home and become aimless, in amazement,
In foolishness what all anguish did I underwent.
Sagar Akbarabadi
ghar chhoDa be-samt hue hairani mein
kaise kaise dukh jhele nadani mein
TRANSLATION
Left home and become aimless, in amazement,
In foolishness what all anguish did I underwent.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download