Sher of Shamim Farooqui
hasīn rut hai magar kaun ghar se niklegā
har ik badan meñ samāyā huā hai Dar ab ke
hasin rut hai magar kaun ghar se niklega
har ek badan mein samaya hua hai Dar ab ke
duur tak phailā huā hai ek an-jānā sā ḳhauf
is se pahle ye samundar is qadar barham na thā
dur tak phaila hua hai ek an-jaana sa KHauf
is se pahle ye samundar is qadar barham na tha