dil hai aap kaa huzuur liijiye na liijiye
Interesting Fact
Jaali Note (1960)
dil hai aap kaa huzuur liijiye na liijiye
itnaa husn par Guruur tauba tauba kiijiye
shiisha dekhiye huzuur dil na ham ko diijiye
apnii shakl dekh kar tauba tauba kiijiye
dil hai aap kaa
dard tere 'ishq kaa haa.e kaisii chiiz hai
rakhiye apne paas dard aap ko 'aziiz hai
aap ko 'aziiz hai rakhiye apne paas
diijiye jaam agar tho.Daa tho.Daa diijiye
itnaa husn par
kyo.n jalaa rahe ho tum aa.ndhiy.o.n me.n ye diyaa
is liye ki ek din tum mujhe kaho piyaa
aap kyaa nashe me.n hai.n kuchh to hosh kiijiye
apnii shakl dekhiye
zindagii ke baaG kaa tuu hasiin phuul hai
aap mujh ko dekh le.n aap kii ye bhuul hai
'aashiqo.n se is qadar be-ruKHii na kiijiye

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.