Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gungunaa rahe hai.n bhau.nre khil rahii hai kalii kalii

Anand Bakhshi

MORE BYAnand Bakhshi

    Interesting Fact

    Film: Aaradhana Year: 1969 Singer: Mohammad Rafi, Asha Bhosle Music:  S. D. Burman Actor: Rajesh Khanna, Sharmila Tagore

    gungunaa rahe hai.n bhau.nre khil rahii hai kalii kalii

    galii galii kalii kalii

    zaraa dekho sajan be-iimaan bha.nvraa kaise muskaa.e

    haa.e kalii yuu.n sharmaa.e ghuu.nghaT me.n gorii jaise chhup jaa.e

    rut aisii haa.e kaisii ye pavan chalii galii galii

    kisii ko kyaa kahe.n ham dono.n bhii hai.n dekho kuchh kho.e

    o.e hu.aa kyaa o.e o.e jaage jiyaa me.n armaan so.e

    suno paas na aa.o kalii ke bahaane pyaar na jataa.o

    jaa.o chalo baat na banaa.o bhau.nre ke bahaane aa.nkh na la.Daa.o

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now