Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jhilmil sitaaro.n kaa aa.ngan hogaa

Anand Bakhshi

jhilmil sitaaro.n kaa aa.ngan hogaa

Anand Bakhshi

MORE BYAnand Bakhshi

    Interesting Fact

    Film: Jeevan Mrityu Year: 1970 Singer: Lata Mangeshkar,Mohammad Rafi Music: Laxmikant Pyarelal Actor: Dharmendra,Rakhi,Ajeet

    jhilmil sitaaro.n kaa aa.ngan hogaa

    rim-jhim barastaa saavan hogaa

    aisaa sundar sapnaa apnaa jiivan hogaa

    jhilmil sitaaro.n kaa aa.ngan hogaa

    prem kii galii me.n ik chhoTaa saa ghar banaa.e.nge

    kaliyaa.n na mile.n na sahii kaa.nTo.n se sajaa.e.nge

    baGiyaa se sundar vo ban hogaa

    rim-jhim barastaa saavan hogaa

    terii aa.nkho.n se saaraa sansaar mai.n dekhuu.ngii

    dekhuu.ngii us paar yaa is paar mai.n dekhuu.ngii

    naino.n ko teraa hii darshan hogaa

    rim-jhim barastaa saavan hogaa

    phir to mast havaa.o.n ke ham jho.nke ban jaa.e.nge

    nainaa.n sundar sapno.n ke jharoke ban jaa.e.nge

    man aashaa.o.n kaa darpan hogaa

    rim-jhim barastaa saavan hogaa

    jhilmil sitaaro.n kaa aa.ngan hogaa

    rim-jhim barastaa saavan hogaa

    aisaa sundar sapnaa apnaa jiivan hogaa

    jhilmil sitaaro.n kaa aa.ngan hogaa

    prem kii galii me.n ik chhoTaa saa ghar banaa.e.nge

    kaliyaa.n na mile.n na sahii kaa.nTo.n se sajaa.e.nge

    baGiyaa se sundar vo ban hogaa

    rim-jhim barastaa saavan hogaa

    terii aa.nkho.n se saaraa sansaar mai.n dekhuu.ngii

    dekhuu.ngii us paar yaa is paar mai.n dekhuu.ngii

    naino.n ko teraa hii darshan hogaa

    rim-jhim barastaa saavan hogaa

    phir to mast havaa.o.n ke ham jho.nke ban jaa.e.nge

    nainaa.n sundar sapno.n ke jharoke ban jaa.e.nge

    man aashaa.o.n kaa darpan hogaa

    rim-jhim barastaa saavan hogaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now