le ke pahlaa pahlaa pyaar bhar ke aa.nkho.n me.n KHumaar

Majrooh Sultanpuri
MORE BYMajrooh Sultanpuri
Interesting Fact
Film: C. I. D Year: 1956 Singer: Mohammad Rafi, Asha Bhosle, Shamshad Begam Music: O. P. Nayyar Actor: Dev Anand, Shakeela, Waheeda Rahman
le ke pahlaa pahlaa pyaar bhar ke aa.nkho.n me.n KHumaar
jaaduu-nagrii se aayaa hai ko.ii jaaduugar
mukh.De pe Daale hu.e zulfo.n kii badlii
chalii bal khaatii kahaa.n ruk jaa.o paglii
naino.n vaalii tere dvaar le ke sapne hazaar

le ke pahlaa pahlaa pyaar
chaahe ko.ii chamke jii chaahe ko.ii barse
bachnaa hai mushkil piyaa jaaduugar se
degaa aisaa mantar maar aaKHir hogii terii haar

sun sun baate.n terii gorii muskaa.ii re
aa.ii aa.ii dekho dekho aa.ii ha.nsii aa.ii re
khele ho.nTo.n pe bahaar niklaa Gusse se bhii pyaar

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.