mujh ko sahaaraa dene vaale ye dil kahe teraa shukriyaa
Interesting Fact
Isi Ka Naam Duniya Hai (1962)
mujh ko sahaaraa dene vaale ye dil kahe teraa shukriya
zamaana jo de na sakaa tuu ne diyaa
kab se bhaTakte the raaho.n me.n ham
dil me.n chhupaa.e hu.e duniyaa kaa Gam
jab se hu.aa hai ham pe teraa karam
ho ke KHushii se diivaana dekho naache jiyaa
mujh ko sahaaraa dene vaale
samajh me.n na aa.e kyaa mai.n badle me.n duu.n
tamanna yahii hai terii ban ke rahuu.n
dil me.n biThaa ke terii puujaa karuu.n
mai.n huu.n terii pujaaran tuu hai meraa devtaa
mujh ko sahaaraa dene vaale
mujh ko sahaaraa dene vaale ye dil kahe teraa shukriya
zamaana jo de na sakaa tuu ne diyaa
kab se bhaTakte the raaho.n me.n ham
dil me.n chhupaa.e hu.e duniyaa kaa Gam
jab se hu.aa hai ham pe teraa karam
ho ke KHushii se diivaana dekho naache jiyaa
mujh ko sahaaraa dene vaale
samajh me.n na aa.e kyaa mai.n badle me.n duu.n
tamanna yahii hai terii ban ke rahuu.n
dil me.n biThaa ke terii puujaa karuu.n
mai.n huu.n terii pujaaran tuu hai meraa devtaa
mujh ko sahaaraa dene vaale
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.