Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na jaane kyo.n hamaare dil ko tum ne dil nahii.n samjhaa

S. H. Bihari

MORE BYS. H. Bihari

    Interesting Fact

    Mohabbat Zindagi Hai (1966)

    na jaane kyo.n hamaare dil ko tum ne dil nahii.n samjhaa

    ye shiisha to.D Daalaa pyaar ke qaabil nahii.n samjhaa

    hamaaraa pyaar dekho aur hamaaraa hausla dekho

    mohabbat kaa junuu.n ham ko kahaa.n tak le chalaa dekho

    tumhii.n ne jaan le lii aur tumhe.n qaatil nahii.n samjhaa

    na jaane kyo.n

    ta.Dap dii bhii to aisii dii ki mushkil ho gayaa jiinaa

    chalaa.e tiir vo tum ne ki chhalnii ho gayaa siina

    aur is par ye sitam hai ki hame.n ghaayal nahii.n samjhaa

    na jaane kyo.n

    mohabbat kaa ye jaaduu ek din sar cha.Dh ke bolegaa

    har ik aa.ndhii har ik tuufaan ko daaman me.n le legaa

    mohabbat ne kisii bhii kaam ko mushkil nahii.n samjhaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now