na.ii manzil na.ii raahe.n nayaa hai mehrbaa.n apnaa
Interesting Fact
Hill Station (1957)
na.ii manzil na.ii raahe.n nayaa hai mehrbaa.n apnaa
na jaane jaa ke Thahregaa kahaa.n ye kaarvaa.n apnaa
na chamkegii jahaa.n bijlii na aaye.gaa jahaa.n tuufaa.n
banaa.e.nge usii Daalii pe jaa kar aashiyaa.n apnaa
bharosa hai muqaddar par tumhaaraa bhii sahaaraa hai
kahii.n dushman na ban jaa.e ye zaalim aasmaa.n apnaa

dikhaa.e.nge hame.n ye chaa.nd taare raah manzil kii
banaate ho agar dushman to ho saaraa jahaa.n apnaa

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.