nazar se phuul chuntii hai nazar aahista aahista
Interesting Fact
Aahista Aahista (1981)
nazar se phuul chuntii hai nazar aahista aahista
mohabbat rang laatii hai magar aahista aahista
du'aa.e.n de rahe hai.n pe.D mausam jogiyaa saa hai
tumhaaraa saath hai jab se har ik manzar nayaa saa hai
hasii.n lagne lagii har rah-guzar aahista aahista
bahut achchhe ho tum phir bhii hame.n tum se hayaa kyo.n hai
tumhii.n bolo hamaare darmiyaa.n ye faasla kyo.n hai
maza jab hai ki tai ho ye safar aahista aahista
hamesha se akele-pan me.n ko.ii muskuraataa hai
ye rishta pyaar kaa hai aasmaa.n se ban ke aataa hai
magar hotii hai dil ko ye KHabar aahista aahista

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.