phir miloge kabhii is baat kaa vaa'da kar lo
Interesting Fact
Yeh Raat Phir Na Ayegi (1966)
phir miloge kabhii is baat kaa vaa'da kar lo
ham se ek aur mulaaqaat kaa vaa'da kar lo
dil kii har baat adhuurii hai adhuurii hai abhii
apnii ek aur mulaaqaat zaruurii hai abhii
chand lamho.n ke liye saath kaa vaa'da kar lo
aap kyo.n dil kaa hasii.n raaz mujhe dete hai.n
kyo.n nayaa naGma nayaa saaz mujhe dete hai.n
mai.n to huu.n Duubii hu.ii pyaar ke tuufaano.n me.n
aap saahil se hii aavaaz mujhe dete hai.n
kal bhii ho.nge yahii jazbaat ye vaa'da kar lo

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.