Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raato.n ko chorii-chorii bole moraa ka.ngnaa

S. H. Bihari

raato.n ko chorii-chorii bole moraa ka.ngnaa

S. H. Bihari

MORE BYS. H. Bihari

    Interesting Fact

    Mohabbat Zindagi Hai (1966)

    raato.n ko chorii-chorii bole moraa ka.ngnaa

    ab ke jo barkhaa aa.ii aa.e.nge sajnaa

    kaisii anokhii pyaarii ho.ngii vo raate.n

    jab ke piyaa se ho.ngii manvaa kii baate.n

    do chaa.nd chamke.nge morii aTariyaa

    ik to gagan me.n hogaa duujaa more a.ngnaa

    raato.n ko chorii-chorii

    birhaa agan bairii man ko jalaa.e

    barkhaa kii rim-jhim aag lagaa.e

    badraa se kah de ko.ii tham ke barasiyo

    aa jaa.e sayyaa.n ghar to jam ke barasnaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now