Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tumhaarii palko.n kii chilmano.n me.n ye kyaa chhupaa hai sitaare jaisaa

Nida Fazli

MORE BYNida Fazli

    Interesting Fact

    Nakhuda (1981)

    tumhaarii palko.n kii chilmano.n me.n ye kyaa chhupaa hai sitaare jaisaa

    hasiin hai ye hamaare jaisaa shariir hai ye tumhaare jaisaa

    tumhaare KHvaabo.n ke aa.ine me.n ye kyaa chhupaa hai hamaare jaisaa

    javaan hai ye hamaare jaisaa hasiin hai ye tumhaare jaisaa

    tumhaarii baaho.n me.n chhup ke ham ne tumhii.n ko tum se churaa liyaa hai

    churaane vaale ke haath ham ne jo kho diyaa thaa vo paa liyaa hai

    tumhaare ho.nTo.n kii KHaamushii me.n ye kyaa chhupaa hai ishaare jaisaa

    na.e musaafir ke kaun hai.n ham na.e musaafir ko ye bataa do

    vo tum se KHud hii karegaa baate.n qariib aa ke use jagaa do

    tumhaarii sharmiilii shoKHiyo.n me.n ye kyaa chhupaa hai sharaare jaisaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now