Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zulfo.n kii ghaTaa le kar saavan kii parii aa.ii

Raja Mehdi Ali Khan

zulfo.n kii ghaTaa le kar saavan kii parii aa.ii

Raja Mehdi Ali Khan

MORE BYRaja Mehdi Ali Khan

    Interesting Fact

    Reshmi Rumal (1961)

    zulfo.n kii ghaTaa le kar saavan kii parii aa.ii

    barsegii tire dil par ha.ns-ha.ns ke jo lahraa.ii

    machle hu.e is dil me.n armaan hazaaro.n hai.n

    betaab nigaaho.n me.n tuufaan hazaaro.n hai.n

    tujh se na bichha.Dne kii is dil ne qasam khaa.ii

    aatii ho to aa.nkho.n me.n bijlii sii chamaktii hai

    shaayad ye mohabbat hai aa.nkho.n se chhalaktii hai

    chho.Duu.n na tiraa daaman mai.n huu.n tiraa saudaa.ii

    surKHii hai mohabbat kii in phuul se gaalo.n me.n

    kyaa chiiz mai.n laa.ii huu.n in aa.nkho.n ke pyaale me.n

    aa tujh ko bataa duu.n mai.n o husn ke shaidaa.ii

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now