sham-sawere taDpaega
shām-savere taḌpā.egā
ḳhuun ke aañsū rulvā.egā
ban kar birhā raag
prem hai zahrī naag musāfir
prem hai zahrī naag
pardesī ye rog burā hai
jis ko lagā jal raakh huā hai
aag hai is se bhaag
prem hai zahrī naag musāfir
prem hai zahrī naag
aag sī man meñ sulgā.egā
dard kī Tīseñ ban jā.egā
thaam ke ġham kī baag
prem hai zahrī naag musāfir
prem hai zahrī naag
sukh letā aur dukh detā hai
chupke chupke Das letā hai
man meñ bhar de aag
prem hai zahrī naag musāfir
prem hai zahrī naag
sham-sawere taDpaega
KHun ke aansu rulwaega
ban kar birha rag
prem hai zahri nag musafir
prem hai zahri nag
pardesi ye rog bura hai
jis ko laga jal rakh hua hai
aag hai is se bhag
prem hai zahri nag musafir
prem hai zahri nag
aag si man mein sulgaega
dard ki Tisen ban jaega
tham ke gham ki bag
prem hai zahri nag musafir
prem hai zahri nag
sukh leta aur dukh deta hai
chupke chupke Das leta hai
man mein bhar de aag
prem hai zahri nag musafir
prem hai zahri nag
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.