Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab dhup apne shahr ki yun pili ho gai

Aleem Saba Navedi

ab dhup apne shahr ki yun pili ho gai

Aleem Saba Navedi

MORE BYAleem Saba Navedi

    ab dhuup apne shahr yuuñ piilī ho ga.ī

    ke jis ko saarī fazā kaḌvī ho ga.ī

    kyoñ log chūsne lage lafzoñ uñgliyāñ

    tahrīr us ke haath kyā mīThī ho ga.ī

    shīsha nahīñ thī shīshe mānind thī janāb

    ek Tiis se soch mirī chhalnī ho ga.ī

    bādal se chhūTī jab bhī paTāḳhoñ phuljhaḌī

    ākāsh fazāoñ meñ dīvālī ho ga.ī

    chup-chāp fāsloñ siyah gard kyā jamī

    chādar hamāre qurb phir mailī ho ga.ī

    hangāma-e-hayāt garmī sameT lo

    tanhā.iyoñ god bahut giilī ho ga.ī

    ab dhup apne shahr ki yun pili ho gai

    pi pi ke jis ko sari faza kaDwi ho gai

    kyon log chusne lage lafzon ki ungliyan

    tahrir us ke hath ki kya miThi ho gai

    shisha nahin thi shishe ki manind thi janab

    ek Tis hi se soch meri chhalni ho gai

    baadal se chhuTi jab bhi paTaKHon ki phuljhaDi

    aakash ki fazaon mein diwali ho gai

    chup-chap faslon ki siyah gard kya jami

    chadar hamare qurb ki phir maili ho gai

    hangama-e-hayat ki garmi sameT lo

    tanhaiyon ki god bahut gili ho gai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now