Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab yahin se zawal hai us ka

Shahbaz Talib

ab yahin se zawal hai us ka

Shahbaz Talib

MORE BYShahbaz Talib

    ab yahīñ se zavāl hai us

    vo ḳhudā hai ḳhayāl hai us

    us ke jaisī dhuup hai mujh par

    mere jaisā haal hai us

    vo taqāze kare hai tanhā.ī

    ghar meñ rahnā muhāl hai us

    koī but javāb degā use

    kāfirāna savāl hai us

    vaqt-e-ruḳhsat vo kis qadar ḳhush thā

    aur bichhaḌ kar jo haal hai us

    us badan ko paḌho tasallī se

    misra' misra' kamāl hai us

    vo nadāmat hai us ke chehre par

    aa.ine par malāl hai us

    ab yahin se zawal hai us ka

    wo KHuda hai KHayal hai us ka

    us ke jaisi hi dhup hai mujh par

    mere jaisa hi haal hai us ka

    wo taqaze kare hai tanhai

    ghar mein rahna muhaal hai us ka

    koi but hi jawab dega use

    kafirana sawal hai us ka

    waqt-e-ruKHsat wo kis qadar KHush tha

    aur bichhaD kar jo haal hai us ka

    us badan ko paDho tasalli se

    misra' misra' kamal hai us ka

    wo nadamat hai us ke chehre par

    aaine par malal hai us ka

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now