Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

agar waise na hote wo to hum aise nahin hote

Sadia Swera

agar waise na hote wo to hum aise nahin hote

Sadia Swera

MORE BYSadia Swera

    agar vaise na hote vo to ham aise nahīñ hote

    pakaḌte jhuuT kyā us jo ḳhud jhūTe nahīñ hote

    yaqīnan ḳhvāb to un ko bhī aate hoñge pariyoñ ke

    vo jin jeb meñ roTī ke bhī paise nahīñ hote

    chahaknā bhī vahāñ chiḌiyoñ kam ho jaayā kartā hai

    vo jis āñgan meñ hañste khelte bachche nahīñ hote

    baḌe insān pahchān to vo zarf hotā hai

    ki un ke saath chhoTe baiTh kar chhoTe nahīñ hote

    hameñ kyā niiñd se lenā ġharaz kyā ham ko rātoñ se

    bahut dekhā kiye sapne magar sachche nahīñ hote

    agar waise na hote wo to hum aise nahin hote

    pakaDte jhuT kya us ka jo KHud jhuTe nahin hote

    yaqinan KHwab to un ko bhi aate honge pariyon ke

    wo jin ki jeb mein roTi ke bhi paise nahin hote

    chahakna bhi wahan chiDiyon ka kam ho jaya karta hai

    wo jis aangan mein hanste khelte bachche nahin hote

    baDe insan ki pahchan to wo zarf hota hai

    ki un ke sath chhoTe baiTh kar chhoTe nahin hote

    hamein kya nind se lena gharaz kya hum ko raaton se

    bahut dekha kiye sapne magar sachche nahin hote

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now