Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bala wo Tal gai sadqe mein jis ke shahr chaDhe

Nida Fazli

bala wo Tal gai sadqe mein jis ke shahr chaDhe

Nida Fazli

MORE BYNida Fazli

    balā vo Tal ga.ī sadqe meñ jis ke shahr chaḌhe

    hameñ Dubo ke na ab koī ḳhūnī nahr chaḌhe

    baḌhā jo maiñ thake qadmoñ ne bad-du’ā ye

    qadam qadam tujhe pagDanDiyoñ zahr chaḌhe

    vahī milan samāñ us se māñjhiyo hogā

    nadī meñ chāñd jab naav lahr-lahr chaḌhe

    ḳhudā kare tirā tan-man rahe yūñhī ujlā

    na tere gaañv pe gard-e-havā-e-shahr chaḌhe

    Dhakūñ badan to ga.e mausamoñ mahke

    badan ko kholūñ to bhīgī rutoñ zahr chaḌhe

    banā vo chāñd musavvir to us pe qaid lagī

    na ab makānoñ chhat par vo jān-e-dahr chaḌhe

    bala wo Tal gai sadqe mein jis ke shahr chaDhe

    hamein Dubo ke na ab koi KHuni nahr chaDhe

    baDha jo main thake qadmon ne bad-du’a ye di

    qadam qadam tujhe pagDanDiyon ka zahr chaDhe

    wahi milan ka saman us se manjhiyo hoga

    nadi mein chand ki jab naw lahr-lahr chaDhe

    KHuda kare tera tan-man rahe yunhi ujla

    na tere ganw pe gard-e-hawa-e-shahr chaDhe

    Dhakun badan to gae mausamon ki bu mahke

    badan ko kholun to bhigi ruton ka zahr chaDhe

    bana wo chand musawwir to us pe qaid lagi

    na ab makanon ki chhat par wo jaan-e-dahr chaDhe

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now