Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bas-ki KHush-rang nigahon ko uTha sher suna

Kamran Nafees

bas-ki KHush-rang nigahon ko uTha sher suna

Kamran Nafees

MORE BYKamran Nafees

    bas-ki ḳhush-rang nigāhoñ ko uThā sher sunā

    aa mire mutrib-e-shab raqs meñ aa sher sunā

    ai ki tartīb-o-ta.ayyun meñ chhupī bād-e-shimāl

    ai ḳhunuk shaam mānūs havā sher sunā

    hai ye tashrīh-talab rang-e-chaman bū-e-chaman

    shahr-zād aaj kisī baaġh meñ aa sher sunā

    haa.e is jism meñ chaḌhtā huā ḳhvāb-āvar ishq

    hai rag-o-pai meñ machaltā nasha sher sunā

    uf vo yaḳh-basta sarāboñ meñ harārat fareb

    ai fusūñ-lams zarā barf haTā sher sunā

    maiñ ki is jhiil kināre pe bhaTaktī huī raat

    sahar-ḳhez nigah hosh-rubā sher sunā

    bas-ki KHush-rang nigahon ko uTha sher suna

    aa mere mutrib-e-shab raqs mein aa sher suna

    ai ki tartib-o-tayyun mein chhupi baad-e-shimal

    ai KHunuk sham ki manus hawa sher suna

    hai ye tashrih-talab rang-e-chaman bu-e-chaman

    shahr-zad aaj kisi bagh mein aa sher suna

    hae is jism mein chaDhta hua KHwab-awar ishq

    hai rag-o-pai mein machalta sa nasha sher suna

    uf wo yaKH-basta sarabon mein hararat ka fareb

    ai fusun-lams zara barf haTa sher suna

    main ki is jhil kinare pe bhaTakti hui raat

    tu sahar-KHez nigah hosh-ruba sher suna

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now