Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

basa ke tujhko KHayalon mein pyar karte rahe

Daniyal Haider Jafri

basa ke tujhko KHayalon mein pyar karte rahe

Daniyal Haider Jafri

MORE BYDaniyal Haider Jafri

    basā ke tujh ko ḳhayāloñ meñ pyaar karte rahe

    jo saarī raat tirā intizār karte rahe

    sajā ke hijr ke gulshan meñ terī yaad ke phuul

    ḳhizāñ rut ko bhī fasl-e-bahār karte rahe

    shahīd haiñ vo ḳhudā qasam shahīd haiñ vo

    jo terī raah meñ jaañ jaañ nisār karte rahe

    lo pyaar aa gayā un ko bhī dam-e-āḳhir

    gale lagā ke vo ḳhanjar se vaar karte rahe

    mujhe to apnī mohabbat pe e'tibār na thā

    vo kaun the jo mirā e'tibār karte rahe

    haañ ga.e haiñ vahī log zindagī 'haidar'

    jo rāh-e-'ishq se har dam farār karte rahe

    basa ke tujh ko KHayalon mein pyar karte rahe

    jo sari raat tera intizar karte rahe

    saja ke hijr ke gulshan mein teri yaad ke phul

    KHizan ki rut ko bhi fasl-e-bahaar karte rahe

    shahid hain wo KHuda ki qasam shahid hain wo

    jo teri rah mein jaan jaan nisar karte rahe

    lo pyar aa hi gaya un ko bhi dam-e-aKHir

    gale laga ke wo KHanjar se war karte rahe

    mujhe to apni mohabbat pe e'tibar na tha

    wo kaun the jo mera e'tibar karte rahe

    han ji gae hain wahi log zindagi 'haidar'

    jo rah-e-'ishq se har dam farar karte rahe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now