be-qarar wo bhi hain be-qarar main bhi hun
be-qarār vo bhī haiñ be-qarār maiñ bhī huuñ
hoshiyār vo bhī haiñ hoshiyār maiñ bhī huuñ
daftaroñ se lete haiñ ishtihār kā paisa
raaz jo ye un kā hai jānkār maiñ bhī huuñ
likh diyā muqaddar meñ ġhair ke zamāne ne
merā pyaar vo bhī haiñ un kā pyaar maiñ bhī huuñ
āj-kal 'shubham' apnī sarhadeñ nahīñ mahfūz
ashk-bār vo bhī hai ashk-bār maiñ bhī huuñ
be-qarar wo bhi hain be-qarar main bhi hun
hoshiyar wo bhi hain hoshiyar main bhi hun
daftaron se lete hain ishtihaar ka paisa
raaz jo ye un ka hai jaankar main bhi hun
likh diya muqaddar mein ghair ke zamane ne
mera pyar wo bhi hain un ka pyar main bhi hun
aaj-kal 'shubham' apni sarhaden nahin mahfuz
ashk-bar wo bhi hai ashk-bar main bhi hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.